Ques. ID | 71876 |
|
Question | Meri halat bohat kharab hogayi aise laga k ulti ajaye gi tou me ne jaan k thooken pehnki phir ulti agai tou roza. T |
Country | Quetta - Pakistan |
Answer | Aap ka roza durust hay. (Ref:Ayat Ullah Khoe(r.a), Tauzee hul masael, ,Mafhoom e Maslah #1655). Update on dated13-06-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |
Topic | Ibadaat >> Roza >> Mubtilaat-e-Roza |
Mujtahid | Aayat-ul-Allah Khoie |
Answered By | Quran-o-Itrat Academy
Question | kaya rozy ki halat mei pani mei guta laga sakte hai? |
Country | kohat - pakistan |
Answer | Pora sar pani main dibonay se roza batil nahi hota laikin ye shaded makhrooh hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1590). Update on dated 17-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |
Topic | Ibadaat >> Roza >> Mubtilaat-e-Roza |
Mujtahid | Aayat-ul-Allah Seestani |
Answered By | Quran-o-Itrat Academy
|
Question | assalam o walaikum roza k waqt girl friend ya kharab soch se peshab ki jagah se chikna pani nikal na roza tut jata hai |
Country | SURAT - india |
Answer | Mazi se roza batil nahi hota. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1553). Update on dated 13-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |
Topic | Ibadaat >> Roza >> Mubtilaat-e-Roza |
Mujtahid | -- None -- |
Answered By | Quran-o-Itrat Academy |
|